Saturday, May 3, 2014

Sayings by Hazrat Muhammad (S.A.W)

Great Sayings by Hazrat Muhammad
(S.A.W)

• Tamam Amaal Ki Qaboliyat Ka Medar
Niyat Ki Sehat-o-Salamti Par Hai (Yani Is
Ka Khalis Allah Ta'ala Ky Liye Hona Zarori
Hai).

• Do Adat Aisi Hain K In Sy Behtar Koi Adat
Nahi
1.Allah Ta'ala Par Iman Laana
2.Muslmano Ko Nafa Ponchana.

• Do Adatain Is Qadar Buri Hain K In Sy Buri
Koi Adat Nahi 1.Allah Ta'ala Ky Sath Shirk
Krna 2.Kisi Muslman Ko Zarar Ponchana.

• Tamam Gunaho Ki Jarr Duniya Hai Or
Tamam fitno Ki Jarr Ashar Or Zkat Na Ada
Krna Hai.

• Jo Shakhs Subha Uthtay Hi Deenvi Afkaar
Or Ghum Main Mubtla Ho Jata Hai Woh
Dar Asal Apnay Rab Sy Naraz Hai.

No comments:

Indian Supreme Court's Controversial Decisions

A utumn announced itself in Ayudhya case on Saturday. The sun was at full swing and Supreme court was busy in giving landmark controversial...