Showing posts with label 2Line poetry. Show all posts
Showing posts with label 2Line poetry. Show all posts

Thursday, October 10, 2019

Allama Iqbal Poetry

1. Ghulami Mein Na Kaam Aati Hain Shamshiren Na Tadbiren, Jo Ho Zauq-e-yaqin Paida Toh Kat Jaati Hain Zanjiren غلامی میں نہ کام آتی ہیں شمشیریں نہ تدبیریں جو ہو ذوق یقیں پیدا تو کٹ جاتی ہیں زنجیریں 2. Firqa-Bandi Hai Kahin Aur Kahin Zaatein Hain, Kya Zamane Mein Panapne Ki Yehi Baatein hain فرقہ بندی ہے کہیں اور کہیں ذاتیں ہیں کیا زمانے میں پنپنے کی یہی باتیں ہیں 3. Aqal Ko Tanqeed Se Fursat Nahi, Ishq Per Aamal Ki Buniyaad Rakh عقل کو تنقید سے فرصت نہیں عشق پر اعمال کی بنیاد رکھ 4. Andaz-e-bayan Garche Bahut Shauq Nahi Hai, Shayad Ke Utar Jaye Tere Dil Mein Meri Baat انداز بیاں گرچہ بہت شوخ نہیں ہے شاید کہ اتر جائے ترے دل میں مری بات 5. Aankh Jo Kuch Dekhti Hai Lab Pe Aa Sakta Nahi, Mahv-e-Hairat Hun Ke Duniya Kya Se Kya Ho Jayegi آنکھ جو کچھ دیکھتی ہے لب پہ آ سکتا نہیں محو حیرت ہوں کہ دنیا کیا سے کیا ہو جائے گی

Tuesday, May 30, 2017

Best Poetry Collection of May 2017


Yeh shart-e-mohabbat bhi ajjab hai..

Yeh shart-e-mohabbatbhi ajjab hai,
Pura utroon to wo meyaarbadaldeta hai..

Jo karta hai barre pyaar ki batain..

Zaahir main jo karta haibarrepyaar ki batain,
Andar se wohishakhsshamara nahin hota..

Poochte Hain Kya Hua Hai Dil Ko..

Poochte Hain Kya Hua Hai Dil Ko,
Husn Walon Ki Saadgi Nahi Gayii…!!

Kuch log dhoka kha rahe hain..

Tuajub hai ke ishq_o_ashqi se,
Abhi kuch log dhoka kha rahe hain…

Har bat pe ranjishen, har bat pe hisab..

Har bat pe ranjishen, har bat pe hisab,
Goyaa maineishqnahi, nokri kar li..

Dhoond ujrrey huye logon mein wafaa ke moti..

Dhoond ujrrey huye logon mein wafaa kemoti,
Yeh khazaaney tuje mumkin hai kharabon mein milain..

Pehle dikha raha tha mujhe manzilon ka khawab

Pehle dikha raha tha mujhe manzilon ka khawab,
Phirmere saamne woh rasta chala gaya..

Heraan Hoon Kay Muddat-e-Qaleel Main

Heraan Hoon Kay Muddat-e-Qaleel Main Mohsin,
Wo Shakhas Meri Souch Say Zayada Badal Gaya..

Yoon Tujh Pe Bharosa Kiya Tha..

Kabhi Dekha Hai Andhe Ko Kisi Ka Hath Pakr Kar Chalte,
Main Ne Mohabaat Main Yoon Tujh Pe Bharosa Kiya Tha..!!

Wo Shakhs To Mujh Ko Mera Bhi Hony Nahi Deta..

Dekhay Ga Kisi Aur Ke Hamrah Wo Mujhy Kya,
Wo Shakhs To Mujh Ko Mera Bhi Hony Nahi Deta.

Tath mein pathar thamaa diye..

Pehle taraasha kaanch se us ne mera wajood,
Phir sheher bharke hath mein pathar thamaa diye..

Yaaron ki tabiyat se shanasaa hoon..

Apne yaaron kitabiyat se shanasaa hoon Raheel,
Ab taluq pe mujhe waar diya jaye ga..

Us Shakhs Se Mil Kar Ehsaas Hua Hai

Us Shakhs Se Mil Kar Mujhe Ehsaas Hua Hai,
Jo Pairr* Bare Hote Hain Saya Nahin Karte..
*Tree

Tumhare Dil Mein Thora Sa Khuloos

Ab Bhi Baaki Hai Tumhare Dil Mein Thora Sa Khuloos,
Is Se Pehle Bhi Humain Yehi Dhoka Hua..

Hoslay hi Jawab Dainay lagay

Hoslay hi Jawab Dainay lagay,
Is Qadar Us nay Aazmaya Mujhy ….!!!!

Tarteeb-E-Sitam Ka Bhi Saleeqa Tha Usay..

Tarteeb-E-SitamKa Bhi Saleeqa Tha Usay,
Pehle Pagal Kiya Aur Phir Mujhe Pathar Maaray…

Indian Supreme Court's Controversial Decisions

A utumn announced itself in Ayudhya case on Saturday. The sun was at full swing and Supreme court was busy in giving landmark controversial...